Posts

Showing posts from March, 2021

Veg Momos Recipe

Image
  Hello everyone Aj ham Banane Wale Hain momos ki recipe bahut hi Aasan tarike se aur bahut bahut naye tarike se aap yah instant momos 5 minut Mein banaa sakte hain bahut hi swadisht aur ismein aapko two-in-one taste Milega kyo ki iske sath Ham bnayenge bahut hi swadisht Si gravy jo aapko manchurian Ka Swad Dekhi Itni nai recipe aapane Aaj Tak Nahin Dekha Hoga bahut hi innovative recipes jo definitely aapko bahut pasand Aaegi aur yah momos aap kabhi bhi bana sakte hain aap ko Na to Aata guthne ki jarurat hai na to stuffing banane ki jarurat hai aap ise 5 SE 7 minut mein aasani se banaa sakte hain.to Jarur se dekhiae momos recipe, veg momos banane ki recipe,momos Kaise banaen, instant momos Kaise banaen, momos recipe, dumplings recipe, momos recipe without maida,chawal ke Aate se momos Kaise banaen,momos banane ki vidhi,momos banane ki Aasan Vidhi,momos chatni banane ki recipe,schezwan chutney recipe,sauce recipe,momos sauce recipe, creative class Sarika recipes |Sarika recipes |recipe

Mathura ke pede

Image
  Hello everyone Mathura ke pede Aaj Ham Banane Wale Hain Peda ki recipe Bina milk, bina Khoya,Bina mava instantly ban jata hai ye peda gehun ke Aate se Ham Banayenge ise aap 4 se 6 mahine Tak store bhi kar sakte hain Aasan chijon se banaa sakte hain sirf teen chijen lagenge ismein aur jhatpat Ban Jaati hai isme aapko Mathura ke pede ke jaisa swad aaega to Puri video ko Jarur se dekhega aur is recipe ko Jyada Se Jyada friends Tak share kijiega to Jarur dekhiae Peda recipe,Mathura ke Peda Kaise banaen, Peda without milk, Bina Mawa Peda Kaise banaen, Bina dudh ke peda, milk powder Peda recipe, how to make peda, Peda recipe,gehun ke aate ka peda, Aate se Peda Kaise banaen, wheat flour Peda recipe, gehun ke Aate ki mithaai, chawal ki mithaai, dudh powder ki mithaai, dudh se Peda Kaise banaen, Peda banane ki Aasan Vidhi,|creative class Sarika recipes| recipe by Sarika Chaturvedi |Sarika recipes ​ आज हम बनाने वाले हैं गेहूं के आटे से बहुत ही स्वादिष्ट और मुंह में घुल जाने वाले गेहूं

KANCHE CHAWAL AND MUNGFALI RCIPE

Image
  hello everyone Aaj Ham Banane Wale Hain bahut hi naye tarike ka nashta Itna Aasan hai ki aapko Kuchh Bhi Pahle Se taiyar karne ki jarurat Nahin Hai,Kacche chawal aur mungfali Se Ban Jayegi aur iske sath Hi Banane Wale Hain bahut hi naye tarike ka salsa dip ekdam instantly ban jata hai aur yah salsa dip aap Puri, paraathe ke sath bhi kha sakte hain bahut hi tasty lagta hai aur is Aasan recipe ko aap tea time snacks ke Taur per ya FIR morning mein breakfast keliye bhi bna sakte hain to Jarur dekhiae is Aasan Si recipe ko naye tarike ka nashta, Kaccha chawal ka nashta, chawal ka naya nashta,healthy breakfast recipe, rice snacks recipe, raw rice recipes, Kacche chawal ki recipes, chawal aur mungfali ka naya nashta, mungfali ka healthy nashta,rich protein breakfast recipe, salsa dip recipe, tomato salsa recipe, nashta recipe, nasta,recipe, new nashta recipe, creative class Sarika recipes | Sarika recipes| recipe by Sarika Chaturvedi| ​ आज हम बनाएंगे बहुत ही नए तरीके का नाश्ता कच्चे

Kurkuri Jalebi

Image
  hello everyone Aaj Ham Banane Wale Hain Jalebi ki recipe bahut hi instantly 10 minut mein aap dher sari jalebiyan Banakar taiyar kar sakte hain Bina farment kiye.Jalebi Ka Swad to sabhi ko bahut Achcha lagta hai, ekadam Aasan Si recipe hai,rasili aur kurkuri Jalebi Aaj ham banaenge aur is jalebi ko kabhi aap khir ya Fir ice cream ke sath kha kar dekhiae bahut jyada swad badh jaega. to Jarur se dekhiae Jalebi recipe, kam Saman Mein Jalebi Kaise banaen,instant Jalebi recipe,how to make jalebi at home, Bina format kiye Jalebi Kaise banaen, easy Jalebi recipe, Halwai style Jalebi recipe,Jalebi without yeast, Jalebi without soda, crispy jalebi,easy Jalebi recipe, Halwai style Jalebi recipe,crisps and juicy jalebi, ,Indian sweets recipe, sweets recipe by Creative class Sarika | creative class Sarika recipes | Sarika recipes | recipe by Sarika Chaturvedi ​ आज हम बनाएंगे बहुत ही आसानी से 10 मिनट के अंदर जलेबी बिना यीस्ट, बिना सोडा डाले एकदम झटपट बन जाती है और आप इस त्योहारों पर जरूर से

Kishmish Recipe

Image
hello everyone, Aaj ham Banane Wale Hain Angur se kismis 2 naye tariko se bataenge Bina ubale Ham Yahan per Angur ko boil Nahin karne wale hain aur aasani se aap yah kismis bana sakte hain aur Sal Bhar Tak Kisi bhi desert mein dalkar khaye bahut Hi majedar Lagti Hai ekadam saaf Suthri tarike se Ham iseBanayenge ,aap isase Jyada Matra Mein Banakar Sal Bhar Tak store kar sakte hain,to Jarur dekhiae Kismish recipe ,Angur se kismis Kaise banaen ,dakh recipe ,Bina ubale kishmish Kaise banaen, ghar par aasani se kismis kaise banti hai, aasani se kismis banaen, Angur se kismis kaise banaya jata hai ,how to make raisins at home, easy kishmis recipe, kismish kaise banti hai, kismis recipe without chemical treatment ,Bina dhup kishmish Kaise Banegi, how to make raisins, |creative class Sarika recipes |sarika recipes| kitchen tips| kitchen tips by Creative class Sarika| आज हम बनाएंगे अंगूर से बहुत ही आसान तरीके से और दो नए तरीकों से किसमिस ,बिना उबाले इसे आप साल भर तक स्टोर भी कर सकते हैं और

Aloo Paratha

Image
  hello everyone Aaj Ham banane Wale Hain aloo ke masale wale parathe bahut hi naye tarike se iske liye na to aapko Aata guthne ki jarurat hai ,na hi aapko staffing banana hai, bahut hi aasani se yah Nasha Ban Jata Hai Jab Bhi aapko Aalu paraathe khane ka man ho is recipe ko Banaye ekdum jhatpat , is tarike se Banai Aalu ke paraathe bahut jyada swadisht bante hain aur uske sath hi main bata rahi hun aapke liye bahut special Se Chatni Jisko aap Kisi bhi nashte ke sath kha sakte hain aur aap mahinon tak store bhi kar sakte hain to ,Jarur dekhiae Aalu paratha recipe, Aalu ke paraathe Kaise banaen ,no kneading no rolling aloo paratha ,aloo masala paratha ,stuffed Aalu paratha Kaise banaen, Aalu ke paraathe masale wale, Aalu paraathe, fule fule Aalu paraathe ,easy aloo paratha recipe, aloo paratha recipe with liquid batter ,Aalu paratha recipe with batter ,paratha recipes, creative class Sarika paratha recipes, nashta, recipes, | recipe by Sarika Chaturvedi | sarika recipes| आज बनाएंगे बहु

Tamarind (Imli) ki chutney

Image
  Hello everyone Aaj Ham Banane Wale Hain festival special imali ki Khatti Meethi chatpati chatni Jisko aap Kisi bhi snacks per Dahibhalle, chat pakode per aap ise daliye aur injoy Kijiye 4 se 5 mahine Tak ekadam majedar gaadhi aur bahut tasty ye Imli ki Chatni asani se Bankar taiyar Ho Jaati Hai Bina kisi mehnat ke aur Main aapko do tarike bataungi Ek instantly banana aur ek treditional tarike se banaya jata hai to Chaliye Shuru Karte Hain Jarur Se Dekhi imali ki chatni recipe, how to make Imli ki chutney, tamarind chutney,Imli ki chatni recipe,imali ki Chatni Kaise banaen, imali ki Khatti Meethi chatni Ghar per Kaise banaen, Khajur Imli ki Chatni, Imli ki gud wali chatni, chat pakodi wali chatni,Meethi chutney recipe, tamarind sweet chutney,chutney recipes, imali ki Chatni |Creative class Sarika chutney recipes |Sarika recipes| recipe by Sarika Chaturvedi| ​ आज मनाएंगे इमली की खट्टी मीठी चटनी,जिसे आप किसी त्योहारों पर चाट, पकोड़े के साथ सर्व कर सकते हैं और चार-पांच महीनों तक आ

Dahi Bhalla

Image
  Hello everyone, Aaj ham Banane Wale Hain su par soft dahibhalle,jo muh me jate hi ghul jaye.sirf 5minut me, bina ko soak kiye asani se ye dahi bhalla taiyaar ho jata hai, jo dahi bhalla ke liye premix bnayenge use ap 5mahino tak dahibhalle/dahibade /dosa /sabji /naye nye tarah ka nashta bhi bna skte hai,bahut hi jyada tasty bante hai aur minto me. To jarur bnayiye instant dahi bhalla recipe,dahibada recipe,how to make super soft dahibhalla recipe,dahibade kaise bnaye,easy dahivada recipe,holi special recipe,holi 2021,easy premix for dahibada,premix recipe,dahibhalla premix,dahibhalla 5minut me,easy recipe, new recipe,snacks,cooking, | creative class sarika recipes | Sarika Recipes|Recipe By Sarika Chaturvedi आज हम बनाएंगे बीना दाल भिगाए,बीना सोडा,बीना ईनो सिरफ पाँच मिनिट में सबसे नरम,स्वादिष्ट दही भल्ले | आज तक आपने इतने आसान दही बड़े कभी नहीं खाए होंगे और इसके लिए हम बनाएंगे एक आसान प्रेमीक्स जिससे आप बहुत सारी चीजें बना सकते हैं कोई भी नाश्ता,सब्जी, दही बड़े, चीले और भी बहुत

Tamatar ki chaat

Image
  Hello everyone Aaj Hamen banane Wale Hain Banaras ki famous chat mein se ek tamatar ki chat Jisko banana bahut Aasan hai kam chijon ke sath Hi ye chatpati si chaat Bankar taiyar Ho Jaati Hai Aur Kisi bhi festival per aap ise banaenge Na To Mehman Tarif Karte thakenge nahin, bahut hi acchi bahut hi majedar aur bahut hi Aasan hai ise banana, is tamatar ki Chat ko bnane me aapko Koi chij pahle se taiyaar karne ki jarurat bilkul nhi hai, ekadam jhatpat Se Ban Jaati Hai Jab Bhi aapka man Kare ise banaen aur fatafat Garma Garam khaye,to Jarur dekhiae tamatar ki chaat recipe,Banaras Wali tamatar ki Chaat,tomato chaat recipe, tamatar ki Chaat kaise banate hain, how to make tomato Chaat,Chaat recipes, snacks recipes, Holi special recipes, festival recipes,tamatar ki chaat ghar par chat kaise banaen, aloo tamatar sabzi,Bina lahsun pyaj ki sabji, Bina lahsun pyaj ki chaat, Jain recipe,how to make Chaat at home,tamatar ki Chaat banane ki Aasan Vidhi,Chaat Ghar per Kaise banaen, creative clas

Poha Manchurian

Image
  Hello Everyone, Aaj Ham Banane Wale Hain pohe se bahut hi tasty recipe,Ham isme Besan ka bhi istemal Karenge aur bahut hi tasty tarike se bilkul Hotel wali gravy manchurian ki recipe bnayenge, Aaj Ham aapko batane Wale Hain ekdum easy tarike se isko Ek Bar khane ke bad se aap Hotel wali manchurian bhi aapko acchi Nahin Lagegi Itni tasty banti hai aur Itni Aasan hai to Jab Bhi aapko Kuchh chatpata aur Bajar ka khane ka man Kare to Healthy Terike se yah pohe wali manchurian Banakar dekhiae aapko maja a Jaega is aap Chhoti Moti party mein ya fir Kisi bhi festival me starter ki Taur per sarve kar sakte hain, bahut hi majedar lagti hai aur bahut hi tasty Lagti Hai Jarur Se dekhiye Ek Bar, poha recipe, flattened rice recipe, flattened rice nashta recipe, pohe ka nashta, pohe se healthy nasta, poha besan recipe, poha Besan ka nashta, besan aur poha Se Kya banaen, healthy breakfast recipe,nashta recipes, nashta,poha Manchurian recipe, poha pakoda recipe,poha bhajiya recipe, gravy Manchuri

Mava Chocolate Gujhiya Recipe

Image
Hello everyone   आज हम बनाने वाले हैं होली स्पेशल सूजी मावा चॉकलेट गुजिया, स्पेशल गुजिया की रेसिपी है जो बच्चों को ही नहीं बड़ों को भी बहुत अच्छी लगती है और इस त्योहार पर आप जरूर बनाइए बिना सांचे के बिल्कुल हलवाई जैसी खस्ता चॉकलेटी सूजी मावा गुजिया ,एक बार अपने स्वादिष्ट गुजिया बना लिए तो सारे लोग बहुत ही चाव से खाएंगे और मेहमान बहुत ज्यादा तारीफ करने वाले हैं ,ये रेसिपी आसान भी है सारे ट्रिक्स जानें जिसे आप भी परफेक्ट गुजिया बना सके इस गुजिया मे चीनी/शक्कर का इस्तेमाल नही करेंगे जिससे गुजिया टेस्टी और हेल्दी भी है ,इसे हम बनाएंगे बहुत ही नए तरीके से बिना चीनी के ,एक बार जरूर बना कर देखिए इस होली पर नए तरीके से आपके घर वालों को बहुत ज्यादा पसंद आएगी और दो तरीके से बनाएंगे एक चासनी वाली बनाएंगे और एक बिना चासनी तो दोनों में से आपको कौन सा तरीका सबसे ज्यादा अच्छा लगा हमें जरूर लिख कर बताइएगा और भी नयी रेसिपीज के लिए क्रिएटिव क्लास सारिका को सब्सक्राइब करना बिल्कुल ना भूले। Lets checkout the ingredients INGREDIENTS For Dough *wheat flour-1/2cup *Plainflour-1/2cup *Salt-1pinch *Water

PURAN POLI- NO KNEEDING - NO ROLLING

Image
  Hello everyone, आज हम बनाने वाले है बहुत ही आसानी से पुरन पोली बिना आटा गुथे, बिना बेले, और दाल भी नही भिगोना एकदम झटपट ये पुरन पोली बन जाती है,ढेर सारी सिर्फ 10 मिनट मे। तो अब पुरन पोली बनाने के लिए पहले से कोई तैयारी नही करनी है, कभी भी बनाये और इसके साथ बनायेंगे आलू की नये तरह की सब्जी जो बहुत ही चटपटी है नये मसाले के साथ एक अलग टेस्ट मे बनायेंगे। तो जरूर देखे।puran poli recipe,puran poli,puran poli recipe with liquid dough,sweet roti,how to make puran poli,soft puran poli,easy puran poli recipe,puran poli recipe in hindi,puran poli recipe without kneading and rolling,puran poli recipe without stuffing,mithi roti,holi special,pooran poli,maharastrian pooran poli,no kneading no rolling puran poli recipe,poli,aata gud ki mithi roti,festival special,पूरन पोली,तेल पोली,tel poli,puran poli recipe just in 10 minutes, puran poli recipe in marathi,instant bobbatlu, puran poli recipe , creative class sarika Recipe by sarika Chaturvedi | Sarika Recipes

RABDI MALAI PURI

Image
  Hello everyone, Aaj Ham Banane Wale Hain bahut hi swadisht gehun ke Aate se aur dudh se bahut hi majedar recipe aur aap is Holi Mein Banakar bhi sarve kar sakte hain ya FIR Kisi bhi tyohar par bana sakte hi yeh recipe bahut jyada tasty banti hai aapke mehmaan bahut jyada Tarif Karne Wale Hain Kyunki bahut hi tasty hone ke sath healthy bhi hai khane mein bahut bahut majedar hai Kyunki hm bnane Wale Hain tasty rabdi Malpua ki recipe aur aap malai puri bhi kah sakte hain Rabdi ke sath, ismein Bina Khoya/Mawa ka use Nahin Karenge, Nahin condensed milk ka use Karenge, bilkul Thodi Se doodh, gehun ke Aate Se Ban Jaati Hai yah sari chijen aur Jarur se dekhiae puri video ko, Kaise banaen gehun ke Aate se malai puri,Kaise banaen malai puri recipe,rabdi Malpua recipe,malai puri recipe with rabdi,malai puri recipe without khoya, without Maya rabdi Malpua recipe,rabdi malai puri,sweets recipe,Holi special recipe,festival recipes,Diwali recipes, how to make rabdi Malpua,how to make rabdi recip

Biscuit GulabJamun Recipe

Image
Hello everyone  Aaj ham banane Vale hai gulabjamun. Bina khoya,bina sooji matlab aaj ham ye gulabjamun biscuit se bnane Vale hai bilkul soft,juicy gulabjamun is tarike se bnayenge to apke bhi gulabjamun bahut ache banenge.. to jarur dekhiye gulabjamun recipe|biscuit se gulabjamun kaise bnate hai| #Mavgulabjamunrecipe #biscuitGulabjamun #Gulabjamunbycreativeclass Soft and juicy gulabjamun |bina khoya ke gulabjamun |bina maida ke gulabjamun |kalajamun recipe|gulab jamun bnane ka tarika|sooji ke gulabjamun |Rasgulle ki recipe|creative class sarika|sarika recipes |recipe by sarika chaturvedi.  please subscribe to my second channel  https://youtube.com/c/SarikasCreationboutique आज हम बनाने वाले है बिल्कुल  सॉफ्ट,रसीले गुलाबजामुन बिस्कुट से |इतने आसान तरीके से बन जाते है  कि बस आप ऐसे ही हमेसा बनायेंगे |तो ज़रूर देखिए गुलाब जामुन रेसपि |बिस्किट से गुलाबजामुन कैसे बनाये |बीना खोया के गुलाब जामुन रेसपि |बिस्किट गुलाबजामुन |रसगुल्ले रेसपि |क्रिएटिव क्लास सारिका रेसपिज |सारिका चतुर्वे

Orange icecream recipe

Image
https://youtu.be/jJdngx5dZsM hello everyone Orange ka season chal raha hai aur aaj Ham Aapke liye bnane vale hain fresh orange se Orange ice cream ki recipe ,bahut hi aasani se no cooking ye ice cream banaa sakte hain, Bina gas jalaye ice cream ap Ghar per aasani se banaa sakte hain Minto mein itna Jyada Achcha test hai ki aap market wala icecream khana Bhul Jaenge bahut majedar Lagte Hain To aap sabhi ko Jarur se bahut pasand Aaegi...  is mein aap oranges ke alava kisi aur fruits ka bhi istemal kar sakte hain jo ki Sab ko bahut Acche Lagte Hain. to Jarur Dekhen Orange ice cream recipe ice cream Ghar per Kaise banaye,Santre se icecream Kaise banaye, no cooking icecream recipe, Orange recipe, ice cream recipe, summer recipe, dessert, Orange desert, homemade ice cream without machine, homemade Orange ice cream, Orange kulfi, eggless Orange ice cream, instant ice cream recipe,Amul ice cream recipe, 5 minut refreshing recipe| creative class Sarika recipes| Sarika recipes| recip

SOOJI MAVA GUJHIYA RECIPE

Image
https://youtu.be/kpHhuTpsf8Q   Sooji mava Gujhiya full recipe video here Aaj ham banane vale hai Gujhiya Recipe. Har festival me gujhiya sabhi ghar me banaye jate hai.Aaj bilkul asan tarike se Mava ghujiya recipe bnayenge. bahut hi crispy aur tasty. Ekdum sahi maap se ham banayenge. to jarur dekhiye...ghujiya recipe,holi special recipe, mava gujhiya Recipe, step by step Gujhiya Recipe, how to make perfect karanji recipe, easy Gujhiya Recipe,holi recipe, ghujhiya recipe by sarika Chaturvedi | creative class sarika Gujhiya Recipe|Mava gujhiya|Diwali recipe|creative class sarika     Let's see the ingredients list Ingredients(सामग्री)   FOR DOUGH All purpose flour (मैदा)-2cup Salt (नमक)-1pinch Butter/ghee(घी)-2tbsp Water(पानी)-3/4cup means (12tbsp)  FOR STUFFING Semolina(सूजी/रवा)-1/4cup Dryfruits crushed(optional)-1/4cup means (4tbsp)  Dedicated coconut powder(घिसा हुआ नारियल)-1/4cup Sugar(चीनी) -1/3cup means Cardamom powder(इलाईची पाऊडर) -1/4tsp Butter/ghee(घी)-2tbsp Kho